Kaise Kahe Kya Hai Sitam Lyrics

Written By Ahmed Raza
Reviewed By Diary Trend Staff

Kaise kahe kya hai sitam
Sochte hain ab yeh hum
Koi kaise kahe woh hai ya nahi humare
Karte to hai saath safar
Faasle hain phir bhi magar
Jaise milte nahin kisi dariya ke do kinare
Paas hain phir bhi paas nahi
Humko yeh gum raas nahi
Seeshe ki ek diware hai jaise darmiya

Kehne ko jashn-e-bahaara hai
Ishq yeh dekh ke hairaan hai
Phool se khusboo khafa-khafa hai gulshan mein
Chupa hai koyi ranj fiza ki chilman mein

Hum ne jo tha nagma suna
Dil ne tha usko chuna
Yeh dastaan hamein waqt ne kaise sunai
Hum jo agar hai ghumgeen
Woh bhi udhar khush toh nahin
Mulaqaaton mein jaise ghul si gayi tanhayi
Milke bhi hum milte nahin
Khilke bhi gul khilte nahin
Aankhon mein hai bahaarein
Dil mein khiza

Kehne ko jashn-e-bahaara hai
Ishq yeh dekh ke hairaan hai
Phool se khusboo khafa-khafa hai gulshan mein
Chupa hai koyi ranj fiza ki chilman mein

Kaise kahe kya hai sitam
Sochte hain ab yeh hum
Koi kaise kahe woh hai ya nahi humare
Karte to hai saath safar
Faasle hain phir bhi magar
Jaise milte nahin kisi dariya ke do kinare
Paas hain phir bhi paas nahi
Humko yeh gum raas nahi
Seeshe ki ek diware hai jaise darmiya

Kehne ko jashn-e-bahaara hai
Ishq yeh dekh ke hairaan hai
Phool se khusboo khafa-khafa hai gulshan mein
Chupa hai koyi ranj fiza ki chilman mein

Kaise Kahe Kya Hai Sitam

Translation

How can I say what is the cruelty?
We are now thinking this
How can someone say that he is or is not mine?
We are traveling together
But there are still distances
Like the two banks of a river that never meet
We are close but not close
We don’t like this sorrow
There is a glass wall in between

ALSO READ  Kaise Batau Main Tumhe Mere Liye Tum Kaun Ho Lyrics

It is said to be a celebration of spring
Love is surprised to see this
The fragrance is upset in the garden
Some sorrow is hidden in the veil of the atmosphere

We sang the song that we heard
The heart had chosen it
How did time tell us this story?
If we are sad
He is not happy either
Loneliness has dissolved in the meetings
Even when we meet, we don’t meet
Even when the flowers bloom, they don’t bloom
There is spring in the eyes
Autumn in the heart

It is said to be a celebration of spring
Love is surprised to see this
The fragrance is upset in the garden
Some sorrow is hidden in the veil of the atmosphere

How can I say what is the cruelty?
We are now thinking this
How can someone say that he is or is not mine?
We are traveling together
But there are still distances
Like the two banks of a river that never meet
We are close but not close
We don’t like this sorrow
There is a glass wall in between

It is said to be a celebration of spring
Love is surprised to see this
The fragrance is upset in the garden
Some sorrow is hidden in the veil of the atmosphere

Ahmed Raza

Ahmed Raza is a versatile writer featured on Crosall.com and notable sites like TechBullion.com. He excels in crafting insightful content across various sectors, enriching readers with his diverse expertise.

Leave a Comment